aayushmaan card nhi ban Raha hai aur mujhe kaafi jarurt hai aayushmaan card ki mera adhaar no 747

Description
Mera naam Nisha Rakesh singh hai meri age 47 years hai much kidney ki Bimari hai aur mujhe docter ne hafte me 3 Baar daylisis kerne bola hai hum paise ki vajese time to time daylisis nahi karva pa rahe hai jiske vajese meri halat din pe din bigadti ja Rahi hai aur aayushmaan centre pe bol rahe hai aapka aayushmaan card nhi ban payega Har jagah ja chuke hai hum kya pending bata Raha hai jisko kaafi time ho gaya Abhi Tak pending hi show ho Raha hai respected CM Uttar Pradesh aapse Nivedan hai ki aap hamari help Kare Jisse hamara aayushman card ban jaye aur hum time to time daylisis karva sake mera adhar no :- 747 Rashan card no :- 217940583578

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.