Bhumihin ka yojna ka labh nahi mil raha

Description
Mera naam ghanshyam vishwakarma hai main gram boriyakala raipur cg ka niwasi hu pahle mujhe 2000 wala bhumihin ka labh mil raha tha par ab nahi mil raha hai stetus check karne par patra dikha raha hai lekin 2 baar ka paisa nahi mila hai kripya iska samadhan kare dhanyawad

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.