Related Scheme
Description
Main Vijay Kumar Sharma aapko avgat karvana chahta hun ki maine 28 April 2026 ko pm Swanidhi ki Yojana ke second term loan ko apply kiya tha Bank wale mujhe do mahine se chakkar per chakkar lagva rahe hain aur cal aao parson bhav kar rahe hain aur mera loan nahin kar rahe hain jabki mere sare paper ekadam theek hain
Add new comment