majhi ladki bahin ka foram me jo mobile no tha band hogya mera naya mobile no karna hai isliye ekyc nahi hua aur naam cut gya mai bahot garib hun ghar me kisi ki jiyada kamayi nahi haiera majhi ladki ka january se milna band hogya pls chalu kardo aur judo

Description
mera mobile no jo foram me dali thi band hogya naya no se chalu kardo taki majhi ladki ka chalu hojaye january se band hogya aur ekyc bhi nahi hopaya

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.