Related Scheme
Description
Mera naam Rishu kumar.
Manniya mukhyamantri ji se mera pranam
Sir me pichle 5 sal se lone ka form bharta hu lekin mera selection nahi hota hai
Lekin jisko chahiye business ke liye usko milta nahi ore jisko nahi chahiye usko milta hai
Hum ek gari family se volume karta hu me Ghar me akela kamane bala hu ore hum rojgar karna chahata hu Lekin koi benk lone nahi deta kyuki hum garib hai isliye humko lone nahi milta koi benk me menejar baat tak nahi karta hai aapse anurodh hai ki meri madad karne ka meharbani hogi
Add new comment