Related Scheme
Description
Seva mein Shriman mahoday Ji
Aapse savinay nivedan yah Hai ki Main garam khajuriya aawasi Sitapur Uttar Pradesh ka nivasi hun
Main bilkul Bhumi aur berojgar hun mujhe ek mukhymantri Ji Se awaaz dilane ki kripa Karen aapki mahan kripa hogi mere teen bete Hain bilkul Ghar tuta futa banaa hua hai main Bahar rah kar job karta hun aapse nivedan hai ki ek awaaz dilane ki kripa Karen aapki mahan kripa hogi Dhiraj Kumar
Comments
New aawas
Pradhanmantri aawas Yojana mein nahin mila hai
Add new comment