Mukhymantri ji aapse nivedan hai ki hamari Jo shikayat Hai vah aawas Yojana ko lekar Hai hamara jo hai aawas Yojana ka sarve 2020 se ho Rakha Hai 2020 Se lekar abhi tak 2026 Tak hamara Naam jo hai do BPL mein ek bar a chuka hai per usmein hamen jo hai vah

Description
Panchayat ki taraf se koi bhi Samadhan nahin kiya ja raha hai tatha vah hamara jo hai naam bhi kata Kat Diya Gaya Hai BPL se to jis BPL Yojana ka hamla nahin De Pa rahe hain paise pahle jo hai mere father ki tabiyat kharab Thi usse kafi karte ho tatha bhi unki mrutyu ho gai hai Ham do Bhai hain aur abhi main padhaai t padhaai kar raha hun hamari arthik sthiti abhi majbut nahin hai aur hamara ghar bhi bahut achcha Makan hai vah kabhi bhi gir sakta hai to kripya agar aap is mein hamari sahayata Karen mananiy mukhymantri ji sukhvinder Singh Ji

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.