Related Scheme
Description
Sir, pradhanmantri saman Nidhi Yojana ka main ek Patra Kisan hun. Meri land seeding Bank Aadhar seeding ekyc sab kuchh sahi hai. Sar mujhe fir bhi pm saman Nidhi Yojana ka Labh nahin mil raha hai. Pm status mein fto will be generate a raha hai. Sar meri samasya ka Samadhan Karen aur mujhe kis dilvane ki kripa Karen.
Add new comment