Related Scheme
Description
Namaste 🙏 sir and mam
Mera name robin kumar hai
Mere father ka name rajesh singh hai jo abhi bahut gambhir Bimar hai
Or hmara Ayushman card nhi ban paa raha hai ration card bhi hai
Jiski bajah se unka treatment sahi se nhi ho paa raha hai
Pls apse request hai
Hamara Ayushman Bharat list m name add kijiye taki hmara Ayushman card ban jaye or hm apni family ka achhe se treatment kara sake
Add new comment