Regarding bank loan

Description
Mera name preetam bambal hai mai maharashtra ka ak kisaan hu mere dadaji ne bank se 2016 me crop loan liya tha but uske baad unki death ho gayi or vo khet ab mere name per transfer ho gaya hai but jo loan dadaji ne liya tha uska abhi tak kisi bhi karj mafi yojna mai name nahi aaya or abhi bhi is year 2019 se count kar rahe hai please give me solutions on that scenario

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.