Mai gulabpurwa naurangpur me rhti hu waha se hardoi ane jane me bahut problem hoti hai sath hi gadi ya bahan se jao to akele pa kar ladke chhedte hai kai aisi problem hai jo nhi likh kar bta skti hu

Description
Gulabpurwa se pahle bilgram jao fir hardoi jao sam ko 5 bje college me chhutti hoti hai ghar pahuchte pahuchte sam ke 7 baj jate hai bahut dikkat hoti hai par ghar ke halat dekhte huye mai padhai bhi nhi band kar skti kyoki age ki family mujhe hi dekhni hai

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.