Scooter milne ke Vishay me

Description
Mera name sunita hai mere Mata pita ji nhi main aur maine badi hi muskie se apni padhayi BA tak ki puri hai aur mai aage padhna chahti hu lekin bahut ji pareshani ka samna krna pad rha hai mai chahti hu ki aap hamari help karein Tako mai aage ki padhai puri karu scooty ki mujhe bahut jarurt hai mujhe apni padhayi krne ke liye 90 km tak ki doori safar karna padta hai aap scooter de kar mer help karein dhanywaad

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.