Related Scheme
Description
Name Narendra kumar Father name Ramchandra mandal certificate number NSDC/LF/8803 Candidate id CAN_21145521 T.C id 91208 Collage name U.S.Foundation muzaffarpur bihar se certificate medical in dresser paramedical staff ka course kithe jise btsc ne aman kr diye jb vacancy aaya tha us time notice me yh nhi likha tha ki NSDC wale student samil nhi krenge bad me btsc hm sabhi student ko btsc anurup krke bahar kr diya gya hy sarkar se anurodh hy ki sabhi student ko niya dilane ka kirpa prdan kre or ya to sabhi jitna private ya sarkari jo bhi nsdc ya skill india ya bsdm sabhi ko band kr de kiyo ji jb certificate ko sarkar many nhi kr rha hy to aise course ka kiya faida jo student ka life barbad kr deta hy plese se help my
Add new comment