Dusre janaadhaar me naam add hone ke baad bhi labharthi nhi bta rhe h

Description
Papa ka naam MMY ke janaadhaar or rghs card dono se htakr bhaiya wale janaadhaar me transfer kr diya or naam jud bhi gya lekin chiranjivi ka laabh nhi le pa rhe h papa qnki unke naam ke aage abhi RGHS likha aa rha Jbki unke dialysis chl rha 4 month se Chiranjeevi ka labh hi nhi utha paa rhe h hm

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.