Related Scheme
Description
mera rani laxmibai scooty yojna ke medhavi Chhatron ki kist mein naam hai , mera income certificate 11-09-2025 kahai main deled kar rahi hu isliy admission mein busy thi is yojna mein 17-02-2026 se 17-08 2026 ka income certificate Manga hai mujhe diet college se deled karne ke liy ye financial sir auto ka kharcha bahut ata hai isliye scholarship se padhi hun ab maine 11-08 -2026 ko gram pradhan se letter pad par signature kara kar deled admission ki councelling ke baad 19-08-2026 ko income certificate apply karaya hai par college vale mera form nahi le rahe sir please kuch din ki income certificate chhoot dilva dijiy , financially problem ki bajah se meri study mein 2 year ka gap ho gaya self study se without couching struggle se study ki ham 4 bahan hai 1 bahut chhota bhai hai
Add new comment