नई टिप्पणी जोड़ें

Bill Lao Inaam Paao

आपका नाम
Gaurav
टिप्पणी

Is scheme me bahut si kamiya thi..
burane winners ki list chekc kari to kafi sare log aise nikle jinhone alag alag number se account open kara hua tha aur unke ek hee month me kafi inam nikle.. Example k liye March 2024 me aap Sabharwal Seach kar k dekhe winner list me.. ek hee address, ek hee name k but differnt phone number k kafi inam nikle hain.

Bill Lao Inaam Paao scheme ko adhar card se link karna chahiye tha isse ek person sirf ek hee login bana pata... but yaha poori dhandhali chali hai

सादा टेक्स्ट

  • No HTML tags allowed.
  • लाइन और पैराग्राफ स्वतः भंजन