नई टिप्पणी जोड़ें

Mere ghar se college bohot…

टिप्पणी

Mere ghar se college bohot door h college tk jane k liye kisi rikshaw ya auto ki facility nhi h q k mera ghr main road se kafi andar h isiliye rikshaw krne k liye kafi door tk paidal jana padhta h phr b rikshaw jaldi nhi jata hai college tk q us raste Or traffic bohot hota h is liye koi rickshaw wale jate nhi h, isi wjh se mai college bhi bohot kam jati hu q k kisi gadi ki facility nhi h

सादा टेक्स्ट

  • No HTML tags allowed.
  • लाइन और पैराग्राफ स्वतः भंजन