नई टिप्पणी जोड़ें

DELHI LAKHPATI BITIYA YOJNA

आपका नाम
vivek singh yadav
टिप्पणी

SEVA MAIN MAM/SIR
MERI BETI JO 22/01/2026 MAIN HOYI THI JISKA NAME SIYA YADAV HAI USKA MUJHE KOI PAYMANT NAHI AYI OR MENE JAB APNE ANGADWADI MAIN PATA KYA TO UNNE BOLA MENE FORM BHAR DIYA HAI DELHI LAKHPATI BITIYA YOJNA KA LEKIN MENE BOLA KI MUJHE KUJH PURUF TO DO KI APNE BHAR DIYA LEKIN UNNE BOLA 6 MONTH KA WAIT KRO LEKIN AB 7MONTH HONE WALE HAI NA KI MUJHE KOI PAYMANT AYI OR NA KUJH PATA CHAL RAHA HAI MAIN APNI ANGADWADI MADAM KO BOL BOL KE PARESAN HO GAYA HU TO PLEASE APSE MERA ANURODH HAI KI MERI SUNBAYI KARI JAYE
ADDRESS - BADARPUR BUDH VIHAR MOHAN BABA NAGAR

सादा टेक्स्ट

  • No HTML tags allowed.
  • लाइन और पैराग्राफ स्वतः भंजन