नई टिप्पणी जोड़ें

Aaganwadi worker according

आपका नाम
Varnika
टिप्पणी

Bharat sarkar ki jitni bhi yojanaye h unka laabh un laabhrthiyo ko nhi mil pata Jo ki non educated h or jinko in yojanayo k baare PTA nhi h aaganwadi worker in sare yojano k baare btati nhi h or na pura rasan na to bachho ko or na hi pregnant women ko nhi milta h or na rasan pura bati h or sara ki sara rasan black m sell kr deti h AJ TK kisi ko bhi aaganwadi worker se pura labh nhi milta inke sath Kam krne wale or yaha tk ki parshad tk mile hote h kisi ko kuchh ko pta bhi chalta to mna kr deti h sarkar wade krti h lekin kuchh bhi deti nhi h to hm aaganwadi worker kaha se bate.

Aaganwadi worker ki tarf se na to koi medical kit (subidha) milti h
Na garbhwati mahila ko koi rasan (newtri kit) milta h
Na hi bachho ka poshan aahar milta h
Na hi kisi bhi ladies ko sanitary pads diye jate h
Form sbke fill kiye jate h pr benifit kisi kisi ko ya aaganwadi worker k apne hi jankro ko di jati h
Ab hamri sarkar se ek hi gujarish h ki in yojanayo k bare aaganwadi kendr m bord pr likhkr har mahine tangwayA jaye
Ek esa portal taiyar krwaya jaye jis pr dAily time se photo click karke dala jaye inhone in yojanayo k bare dala h ya nhi
Or ye rasan bata h ya nhi in sbki photo click karke dalni chahiye tatha
Apl /Bpl card dharko ki trha rasan se genhu Lene ki time pr OTP system kr rkha waise hi in aaganwadi kendro pr bhi rasan lete samay OTP system laagu hona chahiye jisse aaganwadi kendro pr in sari yojanayo ka fayda un sbhi ko mil skte jo inse vanchit rah jate h or to or ye kalabazari ruk sake.... dhanyvad AGR is pr focuses ho sake to...

सादा टेक्स्ट

  • No HTML tags allowed.
  • लाइन और पैराग्राफ स्वतः भंजन