Related Scheme
Description
Mera name armana hy or me Hindu College se bsc complete kr chuki hun ab age ki padai ke liye mujhe ane Jane ki dikkt.se muje scooty ki jrurt hai kiyoki me or kiraye ke liye peso ki problem rheti hy isi liye mujhe scooty ki avashyakta hai me general category se hun but Iska mtlb ye to nhi ki har general category bala ameer hota hy kuch general category balo ke halat sc or st balo se bhi Jada Kharab hoty hy jiski Bajah se kuch general category bale apne bchcho ko age nhi pdaa paty bese.hi halat mere hain isi liye mujhe scooty ki avashyakta hai jiski bajah se meri aage ki pdaai me asaani hogi
Add new comment